Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aa ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal saari duniyaa ko muhabbat ki nishaani di hai iss ke saaye mein sadaa pyaar ke charche honge khatm jo ho na sakegi wo kahaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal taaj wo shammaa hai ulfat ke sanam khaane ki jis ke parwaanon mein muflis bhi zar daar bhi hai sang e marmar mein samaaye hue khaabon ki kasam marhale pyaar ke aasaan bhi dushwaar bhi hain dil ko ek josh iraadon ko jawaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal taaj ik zindaa tassvvur hai kisi shaayar ka iss ka afsaana haqeekat ke siwaa kuchh bhi nahin iss ke aagosh mein aakar ye gumaan hotaa hai zindagi jaise muhabbat ke siwaa kuchh bhi nahin taaj ne pyaar ki maujon ko rawaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal ye hasin raat ye mehki hui purnoor fazaa ho ijaazat to ye dil ishq ka izhaar kare ishq insaan ko insaan banaa detaa hai kis ki himmat hai muhabbat se jo inkaar kare aaj taqdeer ne ye raat suhaani
ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun baat hai lambi matlab gol khol naa de ye sab ke pol to phir uske baad ik taara bole tun tun tun tun tun ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun ik taara bole tun tun tun tun tun kuchh aise log bhi hote hainnnn kuchh aise log bhi hote hain apni galti pe rote hain apna to pet nahin bharta par das das bachche hote hain par das das bachche hote hain har saal calander chhaap diya parivaar niyojan saaf kiya to phir uske baad ik taara bole tun tun tun tun tun ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun ik taara bole tun tun tun tun tun pehle to tha chola burka pehle to tha chola burka phir kat kat ke wo hua kurtaa chole ka ab choli hai bani choli se aage kya hoga choli se aage kya hoga ye faishion badhtaa badhtaa gayaa aur kapdaa tann se ghattaa gayaa to phir uske baad ik taara bole tun tun tun tun tun ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun ik taara bole
ik teer chalane waale ne ik teer chalane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya ik hook uthi hai mann mein ik dard basa jeevan mein ik dard basa jeevan mein aankhon mein samaane waale ne aankhon mein samaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya ik geet sunaane waale ne ik geet sunaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya sharma ke nazar jab daali ik vaar gaya naa khali ik vaar gaya naa khali lalchaa ke lubhaane waale ne lalchaa ke lubhaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya aankhon ko bana kar bhedi chup ke se muhabbat de di chup ke se muhabbat de di iss ghar ko basaane waale ne iss ghar ko basaane waale ne dil loot liya haaye loot liya hooo dil loot liya haaye loot liya wo humse agar poochhenge hum unse yahi keh denge hum unse yahi keh denge ik dil ko churane waale ne ik dil ko churane waale ne dil loot liya haaye loot
ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil itt aur dhundhu chaahe utt aur dhundhu koi mehfil milna mushkil aa ke saraahne tere tujhko jo dekha har saans mera phir to khushboo se mehkaa jaisi mili hai mujhko aisi suhaani koi manzil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil resham se gesun tere raaten milan ki khaamosh lab kehte hain baaten milan ki dekhe hazaaron qaatil tujhsa haseen koi qaatil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil beech bhanwar mein dilbar chhod naa dena naazuk hai dil bechaara tod naa dena duniyaa ke toofanon mein aisa nazaara aur saahil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil
ik tu jo milaa saari duniyaa mili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili ik tu jo milaa saari duniyaa mili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili tu sooraj main sooraj mukhi hoon piyaa na dekhoon tujhe to khile na jiyaa tu sooraj main sooraj mukhi hoon piyaa na dekhoon tujhe to khile na jiyaa tere rang mein rangi mere dil ki kali khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili anokhaa hai bandhan ye kangan sajan bina dor ke bandh gayaa mera mann anokhaa hai bandhan ye kangan sajan bina dor ke bandh gayaa mera mann tu jidhar le chalaa main udhar hi chali khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili ik tu jo milaa saari duniyaa mili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili khilaa jo meraa dil saari bagiyaa khili
o re manwa tu to baawra hai tu hi jaane tu kya sochta hai tu hi jaane tu kya sochta hai baawre kyu dekhaaye sapne tu sote jaagte jo barse sapne bund bund nainon ko mund mund nainon ko mund mund jo barse sapne bund bund nainon ko mund mund kaise main chalun dekh na sakoon anjaane raasta gunja saa hai koi iktara iktara gunja saa hai koi iktara gunja saa hai koi iktara iktara gunja saa hai koi iktara dheeme bole koi iktara iktara dheeme bole koi iktara gunja saa hai koi iktara iktara gunja saa hai koi iktara sun rahi hon sud budh kho ke koi main kahaani puri kahaani hai kya kise hai pata main to kisi ki ho ke ye bhi na jaani rut hai ye do pal ki yaa rahegi sadaa kise hai pataaaaaa kise hai pataa jo barse sapne bund bund nainon ko mund mund nainon ko mund mund jo barse sapne bund bund nainon ko mund mund kaise main chalun dekh na sakoon anjaan raasta gunja saa hai koi iktara iktara gunja saa hai koi iktara gunja saa hai koi iktara iktara gunja saa hai koi iktara dheeme
Iktara
ilaahi tu sun le humari duaa humen sirf ek aasraa hai tera teri rehmaten raah roshan karen salaamat rahe saaya maa baap kaa ilaahi tu sun le hum se lekar umr saari neend de de unhen dard unke de humen hum se lekar umr saari neend de de unhen dard unke de humen buri ye ghadi taal de aye khuda ilaahi tu sun le humari duaa humen sirf ek aasraa hai tera teri rehmaten raah roshan karen salaamat rahe saaya maa baap kaa naaz uthaaye jisne paala pyaar hardam kiya ho naa hum se wo juda naaz uthaaye jisne paala pyaar hardam kiya ho naa hum se wo juda tu umeed ka ye diyaa mat bhujha ilaahi tu sun le humari duaa humen sirf ek aasraa hai tera teri rehmaten raah roshan karen salaamat rahe saaya maa baap kaa siwaa tere mere maalik mera kaun hain yahaan bewafaa hai ye jahaan siwaa tere mere maalik mera kaun hain yahaan bewafaa hai ye jahaan kahin tu bhi humko naa dena bhula ilaahi tu sun le humari duaa humen sirf ek aasraa hai tera teri rehmaten raah roshan karen salaamat rahe
Ille Belle Aare
iluuuuuuuuuu iluuuuuuuuuuuu iluuuuuuuuuu iluuuuuuuuuuuu ilu ilu ilu ilu ilu ilu ilu ilu jab baagh mein koi phool khila to bhanware ne kaha ilu ilu ilu ilu parbat pe chhayi kaali ghata to boli hawaa ilu ilu ilu ilu jab koi achchha lagta hai bada pyaara pyaara lagta hai to dil karta hai ilu ilu ilu ilu ilu ka matlab i l u i l u ilu ka matlab i love you i love you iluuuuuuuuuu iluuuuuuuuuuuu iluuuuuuuuuu iluuuuuuuuuuuu ilu ilu ilu ilu jab baagh mein koi phool khila to bhanware ne kaha ilu ilu parbat pe chhayi kaali ghata to boli hawaa ilu ilu jab koi achchha lagta hai bada pyaara pyaara lagta hai to dil karta hai ilu ilu ilu ilu ilu ilu ilu ka matlab i l u i l u i love you i love you ilu ilu ilu ilu ilu ilu ilu ilu jab meethe bol koi bole misri ki meethi daliyon se jab mast bahaaron ka mausam guzre gaanv ki galiyon se jab meetti se aaye khushboooo to dil karta hai ilu ilu ilu ilu ilu ka matlab i l u i love you i love you daadu i love you ilu ilu ilu ilu ilu ilu ilu
koi hero yahan koi zero yahan koi star hai koi bekaar hai koi hero yahan koi zero yahan koi star hai koi bekaar hai main kaun hoon tumse main kya kahoon hai sach to ye dosto i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best dosto mujhe tum dekh lo main number ek hoon koi kaam ho tez hoon bada smart hoon main phir bhi nek hoon ye tum bhi kaho kisi ne ye kiya kisi ne wo kiya koi ye ban gaya koi wo ban gaya main kaun hoon tumse main kya kahoon hai sach to ye dosto i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best mujh mein hai ajab jaadugari ke mujhsa charming koi hai kahan kya karoon hai deewani meri kahe mujhe darling sabhi ladkiyaan koi aisa yahan koi waisa yahan magar koi nahin mere jaisa yahan main kaun hoon tumse main kya kahoon hai sach to ye dosto i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best i''m the best oh yes yes yes yes yes say it again yeah
jalti dhoop mein halki hawa chal gayi mila bharosa yaar ka jaan phir sambhal gayi oooo khwahish saans le janjiren pighal gayi sabaa umeed ko mathe pe yun mal gayi soone sehrao mein hasrat pali hai hay toofan mein aaj ye shamma jali hai shayad hai ye dosti ya imaan ka asar shayad hai ye dosti ya imaan ka asar aage kya likha hum ko kya khabar imaan ka asar imaan ka asar imaan ka asar imaan ka asar din mehak mehak gaya raat machal machal gayi chah zara tha ab magar niyat badal badal gayi din mehak mehak gaya raat machal machal gayi chah zara tha ab magar niyat badal badal gayi ho bechain zindagi sukoon paye haye dil ki ye aarzoo lab pe to aaye shayad hai ye dosti ya imaan ka asar shayad hai ye dosti ya imaan ka asar aage kya likha hum ko kya khabar imaan ka asar imaan ka asar imaan ka asar imaan ka asar jalti dhoop mein halki hawa chal gayi mila bharosa yaar ka jaan phir sambhal gayi hooooo kaisa saaz hai tanha jaan behal gayi dheemi si taal par aashaayen machal gayi
hey raaju chal biru hey raaju chal biru bhumm bhumm imli ka boota beri ka ped imli khatti meethe ber imli ka boota beri ka ped imli khatti meethe ber iss jungle mein hum do sher chal ghar jaldi ho gayi der chal ghar jaldi ho gayi der imli ka boota beri ka ped imli khatti meethe ber iss jungle mein hum do sher chal ghar jaldi ho gayi der chal ghar jaldi ho gayi der imli ka boota beri ka ped lalala lalalla lalalal lalal lalalalal lalalla lalala lalalla lalalal lalal lalalalal lalalla jis din se tu rooth gaya jis din se tu rooth gaya teri kasam dil toot gaya na jane kab raat huyi na jaane kab huyi sawer imli ka buta beri ka ped imli khatti meethe ber iss jungle mein hum do sher chal ghar jaldi ho gayi der chal ghar jaldi ho gayi der hey imli ka boota beri ka ped raunak pyaar ke naam ki hai ye daulat kis kaam ki hai raunak pyar ke naam ki hai ye daulat kis kaam ki hai tere bin heere moti lagte hain mitti ke dher imli ka buta beri ka ped imli khatti meethe ber iss
in aankhon ke zeenon se is dil mein utar jaaun tum mujhko ijazat do main itna to kar jaaun main khoob samjhti hoon hai dil mein tumhare kya aa jaaun main baaton mein aur hadse guzar jaaun honthon ki yahi waadi manzil hai mere dil ki main iske siwa tum hi batlao kidhar jaaun khwabon se haqeeqat ki duniya ke taraf aao tum chaho jidhar jaana main kaise udhar jaaun main pyaas hoon sehra ki tum ek samandar ho tum chaho to jee loon main tum chaho to mar jaaun pahuncha do mujhe ghar tak baahon ki hifazat mein raste mein darakhton ke saayon se naa dar jaaun raste mein darakhton ke saayon se naa dar jaaun hmm hmm hmm hmm hmm hmm
in aankhon ki masti ke aa aa aa aa aa aa aa aa aa in aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain mastaane hazaaron hain in aankhon se vaabasta in aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain afsaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke ik tum hi nahin tanha aa aaa ik tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva ulfat mein meri rusva iss shaher mein tum jaise iss shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain deewaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke aa aa aaa aa ik sirf humi main ko ik sirf humi main ko aankhon se pilaate hain aankhon se pilaate hain kehne ko to duniya mein kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain maikhaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke iss shamme pharoza ko aa aa aa iss shamme pharoza ko aandhi se darraate ho aandhi se darraate ho iss shamme pharoza ke iss shamme pharoza ke parwaane hazaaron hain parwaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke
aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa inn bahaaron mein akele naa phiro raah mein kaali ghata rok naa le mujhko ye kaali ghata rokegi kya ye to khud hai meri zulfon ke tale inn bahaaron mein akele naa phiro ye fizaayen ye nazaaren shaam ke saare aashique hain tumhaare naam ke ye fizaayen ye nazaaren shaam ke saare aashique hain tumhaare naam ke phool kehti hai hoooo hoooo hoooo hoooo phool kehti hai tumhen baad e sabbaa tumhen baad e sabbaa dekhnaa baad e sabbaa rok naa le inn bahaaron mein akele naa phiro raah mein kaali ghata rok naa le mujhko ye kaali ghata rokegi kya mere kadmon se bahaaron ki gali mera chehraa dekhti hai har kali mere kadmon se bahaaron ki gali mera chehraa dekhti hai har kali jaante hain sab hoooo hoooo hoooo hoooo jaante hain sab mujhe gulzaar mein mujhe gulzaar mein rang sabko mere honthon se mile inn bahaaron mein akele naa phiro raah mein kaali ghata rok naa le mujhko ye kaali ghata rokegi kya
aaa aaaa in dino dil mera mujhse hai keh raha tuuu khaab sajaa tuuu jee le zara hai tujhe bhi ijazat kar le tu bhi muhabbat hai tujhe bhi ijazat kar le tu bhi muhabbat in dino dil mera mujhse hai keh raha tuuu khaab sajaa tuuu jee le zara hai tujhe bhi ijazat kar le tu bhi muhabbat hai tujhe bhi ijazat kar le tu bhi muhabbat berang si hai badi zindagi kuchh rang to bharoon main apni tanhaayi ke waaste ab kuchh to karoon aa aaaaaaa aaaa berang si hai badi zindagi kuchh rang to bharoon main apni tanhaayi ke waaste ab kuchh to karoon jab mile thodi fursat jab mile thodi fursat mujhse kar le muhabbat hai tujhe bhi ijazat kar le tu bhi muhabbat usko chhupa kar main sabse kabhi le chaloon kahin door aankhon ke pyaalon se peeta rahoon uske chehre ka noor hoo aaaa aaaa aaaa usko chhupa kar main sabse kabhi le chaloon kahin door aankhon ke pyaalon se peeta rahoon uske chehre ka noor iss jamaane se chhup kar iss jamaane se chhup kar puri kar loon main hasrat hai tujhe bhi
in haseen wadiyon se in haseen wadiyon se do chaar nazaaren chura len to chalen chura len to chalen itna bada gagan hai do chaar sitaaren chura len to chale chura len to chale in haseen wadiyon se do chaar nazaaren chura len to chale chura len to chale kahin koi jharna ghazal gaa raha hai kahin koi bulbul taraana sunaaye yahaan haal yeh hai ke saanson ki lay par khayaalon mein khoya badan gungunaye kahin koi jharna ghazal gaa raha hai kahin koi bulbul taraana sunaaye yahaan haal yeh hai ke saanson ki lay par khayaalon mein khoya badan gungunaye in lazeez jhurmuton se do chaar sharare chura len to chale chura len to chale in haseen wadiyon se do chaar nazaaren chura len to chale chura len to chale humari kahani shuru ho gayi hai humari kahani shuru ho gayi hai samajh lo jawani shuru ho gayi hai kayi mod humne tay kar liye hain nayi zindagaani shuru ho gayi hai in madhabhare manjaro se do char shahare chura len to chale chura len to chale in haseen wadiyon se do
in panchhiyon ko dekh kar jaage hai yeh armaan dharti pe hum chalte hain par chhoo lenge aasmaan in panchhiyon ko dekh kar jaage hai yeh armaan dharti pe hum chalte hain par chhoo lenge aasmaan ye batao zara hum pankhon bina jaayenge kaise door wahan kuchh bhi ho sakta hai kuhhh bhi ho jayega hum itne nahi naadaan ho yeh batao zara hum pankhon bina jaayenge kaise door wahaan kuchh bhi ho sakta hai kuchh bhi ho jayega hum itne nahin naadaan ainai ainai ainai ainai eknai eknai eknai eknai jognai jognai jognai jognai eknai eknai eknai eknai in panchhiyon ko dekh kar jaage hai yeh armaan dharti pe hum chalte hain par chhoo lenge aasmaan aasmaan aasmaan dekhte jao tum aisa bhi ek din ek din to zaroor aayegaa hum se is duniya mein ek din har koi jab haath milayega dekhte jao tum aisa bhi ek din ek din to zaroor aayega hum se is duniya mein ek din har koi jab haath milayega gale se laga legi tumko khushi badal jayegi ek din zindagi yeh kadmo mein chhup jayega aasmaan tum
in pyaar ki raahon mein tera hi sahara hai aa milke chalen hum tum mausam ka ishaaraa hai hai tu hi meri manzil aur tu hi kinaaraa hai phool aur khushboo jaise ab saath hamaaraa hai in pyaar ki raahon mein aahaa aahaa tera hi sahara hai hoooo in pyaar ki raahon mein rang dekh ke phoolon ka dil bas mein nahin rehtaa khud sun lo meri dhadkan main kuchh bhi nahin kehtaa aahaa aahaa aahaaa aaaaa dil ko samjha lo na dhadkan ko dabaa lo na bechain ho kyun aakhir jab phool tumhaara hai in pyaar ki raahon mein aa haa aa haa tera hi sahaaraa hai aa haa in pyaar ki raahon mein bechain to honge hi tum baat wo karti ho ab dar hai tumhe kis ka kis baat se darti ho aa aahaaaaaaa aa haa aaa aaaaaaaaaaa dar hai ruswaayi ka dar is tanhaai ka is pe bhi jo sach puchho hamen dar hi tumhaaraa hai in pyaar ki raahon mein tera hi sahara hai aa milke chalen ham tum mausam ka ishaaraa hai hai tu hi meri manzil aur tu hi kinaara hai phool aur khushboo jaise ab saath hamaaraa hai in pyaar ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ik Shahenshaah Ne Banwaa Ke Leader (1964) 05:17 20450
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dileep Kumar
Raag- 
Lalit
Duration : 05:17   Song Number : 20450   

Ik Taara Bole Yaadgar (1970) 11:53 20451
 
Poster of Yaadgar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 11:53   Song Number : 20451   

Ik Teer Chalane Waale Pugree (1948) 03:02 13994
 
Poster of Pugree (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Sitara Devi, Mukesh
On Screen Actors- 
Amar, Kamini Kaushal
Duration : 03:02   Song Number : 13994   

Ik Tera Sundar Mukhda Bhai Bhai (1970) 04:20 12904
 
Poster of Bhai Bhai (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:20   Song Number : 12904   

Ik Tu Jo Milaa Saari Duniyaa Himalay Ki God Mein (1965) 03:15 13336
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:15   Song Number : 13336   

Iktara Wake Up Sid (2009) 04:14 17007
 
Poster of Wake Up Sid (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Konkana Sen, Ranveer Kapoor
Duration : 04:14   Song Number : 17007   

Iktara Wake Up Sid (2009) 03:53 11363
 
Poster of Wake Up Sid (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Tochi Raina
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor
Duration : 03:53   Song Number : 11363   

Ilahi Tu Sun Le Humari Chhote Nawab (1961) 06:38 12986
 
Poster of Chhote Nawab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 06:38   Song Number : 12986   

Ille Belle Aare Kali Ghata (1951) 03:28 12997
 
Poster of Kali Ghata (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:28   Song Number : 12997   

Ilu Ilu Saudagar (1991) 09:53 20579
 
Poster of Saudagar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Vivek Mushran
Duration : 09:53   Song Number : 20579   

I'm The Best Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 04:15 16784
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 04:15   Song Number : 16784   

Imaan Ka Asar Dor (2006) 04:11 18490
 
Poster of Dor (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Mir Ali Husain
Music Director- 
Salim, Sulaiman
On Screen Actors- 
Ayesha Takia, Gul Panag
Duration : 04:11   Song Number : 18490   

Imli Ka Boota Saudagar (1991) 05:00 32343
 
Poster of Saudagar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Raj Kumar
Duration : 05:00   Song Number : 32343   

In Aankhon Ke Zeenon Se Faasle (1985) 03:01 37375
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv Hari
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha
Duration : 03:01   Song Number : 37375   

In Aankhon Ki Masti Umrao Jaan (1981) 05:44 20581
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:44   Song Number : 20581   

In Bahaaron Mein Mamta (1966) 04:23 13672
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Dharmendra, Suchitra Sen
Duration : 04:23   Song Number : 13672   

In Dino Life In A Metro (2007) 06:43 16934
 
Poster of Life In A Metro (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Sohum
On Screen Actors- 
Shilpa Shetty
Duration : 06:43   Song Number : 16934   

In Haseen Wadiyon Pyaasa Sawan (1981) 05:43 14008
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy
Duration : 05:43   Song Number : 14008   

In Panchhiyon Koi Mil Gaya (2003) 06:34 11954
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan
Duration : 06:34   Song Number : 11954   

In Pyaar Ki Raahon Mein Punar Milan (1964) 03:52 36851
 
Poster of Punar Milan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Jagdeep, Ameeta
Duration : 03:52   Song Number : 36851